Jabse hui yeh dosti tumse,
khub saare afsane bane hain ...
Oos afsano mein koi saar nahi,
yeh bas logon ka kehna hai...
Zubaan hai har kisike paas , Aur Democracy bhi -
Log to kehnge hi tarha tarha ki baatein..
Par mujhe Sunna nhi hai kisi ki,
Khayal o Khwaishon ke saath rehna hai in afsano mein hi -
Basna hai, basana hai ghar to bas yehi par..
Aab kahin bhi jaye yeh duniya ,
mujhe kahin aur nahi jaana hai,
Afsano meein sadiyon se jeete aaye hain hum...
Adat si padh gayi hai ab to ,
Baaki ke din Jhoothi khabar ban kar hi jeena hai ..
No comments:
Post a Comment