Thursday, September 27, 2012

Dar-Asal Mein


 Dar-Asal Mein ek bada aadmi kya hota hai,
Mujhe nahi paata,

Na hi malum hai mujhe ke woh karte kya hain..!!
Par bachpan se lekar ab tak main humesha ek bada aadmi hi banna chaha..!!

Bada khush-kismat samajhta hoon
main aapne aap ko,

Kyon ke , Woh safar to safar hi nahi,
Jiska manzil humein pehle se hi pata ho..,

Woh taqdeer , taqdeer hi nahi,
Jis ki raaz sadak par khuli padi hai.....!!

Kismat ko waqt ki syahi se likhi ja rahi hai,sadiyon se...,
Par likhnewala hai wohi "Vidhaata", yeh bhi to mehez Ittefaq Hai..!!

No comments:

Post a Comment